My Tribute to Azhar
Kya baat, kya koshish
Kitne soch ko nikaldiye aap
Kitna jukh jukh ho ke focus
Litakthe hue Quran
Apne kande par nahi,
Lekin sir ki bilkul samne
Woh savaal hi puchte rehti
Pakistan bhi me
Ki yeh Aadmi hai ya kilhadi?
Yeh killhadi hai ya toh jihadi?
Bool jate ki kilhadi bhi ji the hain
Kel ke aakir ki baad
Aap bhi koya hai
Woh kilhadi ki kel
Voh chandaar balyabaazi ki bail
Voh Papaji ki chain mail
Kapil bhi rohte, apne liye yah toh kisliye?
Jab ek pura neeche vale ke log ki captain the aap
Aur upar vale ka bhi
Aap ki jhuk jhuk kande par
Ham duniya dekha tha
Eden Garden ki rassi ki andar
Ham rakhi jaise banda
Bhai- bhai
Tab bhai behan
Tab dost dushmon
Aur sala friend
Aur yeh masala mein
Ek lakh log aapki ped ko jukh ke kade hogaye
Nachte hue
Ithihas ki niyam ki rokhai me
Kya baat, aapki bat
Kya chalan, aage-peeche
Koy nahi nuxan
Aur log abhi bhi bolte hain
Aap jaada time diye ham sab ko
Binha kuch mangke
"bas khelne doh"
Kurukshetra ki ane ke liye kaafi gante hai abhi bhi
No comments:
Post a Comment